Teri Firaaq-o-Arzoo Mein Katt Ti Rahi Zindagi MeriTeri firaaq-o-arzoo mein katt ti rahi zindagi meriAab toh saansey bhi bhojh ban gayi ho jaiseTranslationFiraaq-o-arzoo = longin
Yahan Kisi Ko Bhi Kuch Hasb-e-Aarzoo Na MilaYahan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzoo na milaKisi ko hum na mile aur hum ko tu na mila
Muddat Se Thi Kisi Se Milne Ki AarzooMuddat se thi kisi se milne ki aarzooKhwahish-e-didaar mein sab kuch gava diyaKisi ne di khabar ki, vo aayenge raat koItna kiya ujaala ke ghar tak jala diya
Tujhe Chahte Hain Ai Sanam Bas Teri Aarzoo HaiTujhe chahte hain ai sanam bas teri aarzoo haiTu zindagi hai meri, tu meri har khushi haiMujhe duniya se garaj kya tu meri justju haiBas tere dam se hamdam meri duniya mein roshni hai
Yaad Shayari, Arzoo Honi Chahiyeआरज़ू होनी चाहिए किसी को याद करने की……!लम्हें तो अपने आप ही मिल जाते हैंकौन पूछता है पिंजरे में बंद पंछियों कोयाद वही आते है जो उड़ जाते है…!
Aarzoo Shayari, Tamana Hai Meri KiTamana hai meri ki aapki aarzoo ban jaunAapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jaunMain aap ki zindagi ki khushi banu ya na ban sakunAapke gham mein aapka sahara ban jaun